Thursday 10 November 2011

" JOURNEY OF MY LIFE"


       .


 
                                                    PART- 1
                                              MERA BACHAPAN

Mai Is duniya me mai abhi aya hoo..
Apano se milkar kuchh ghabaraya sa hoo;

Mujhe dekhakar sabhi ki khushiya aur bad gayi..:
Ladaka hua hai aur charo taraf mithaiya bat gayi;

Padosh bed par dekha to manzar kuchh aur tha...
Shayad ladki hui thi isiliye un chaharo par rosh tha;

Bas yahi dekhakar mai is zaha ko samajh gaya;;
Par jese bad hota in sab baato ko bhulata gaya.

Abhi nanha tha to sabhi ke ghar ko apana ghar samajh ta tha;
Zahaan bhook lagi usake ghar khana kha liya karta tha ..

Us samay is masoom se chahare na koi sikan thi;
Na beete hue pal ka gam aur na hi aane wa;e sunahre bhavishya ki chinta thi.

Samay ki tarah mai bhi badta gaya......;;
Kab in nanhe se haatho me "BAG" aa gaya pata hi na chala..

Ab is bag ko kandhe par rakhakar asahneey(
असहनीय ) dard sahan karta hoo ;
Ek student ki jagah jhud ko majdoor samajh ta hoo..

Mai na chahate hue bhi is bag ke dard ko sahata gaya..
Aur ek Nadi mai patte ki tarah bahata gaya...........


                                                           

  




" MISS U A LOT SWEET HEART"






Mai chala chand chhune lekin gir gaya;
Is samaan par fir aj ek aur parwana jal gaya..

Ab shayad AAHEI(आहें) bharkar hi khud ko mita lege

Aur khud ko jalakar apano ko  hi bhula dege..

Kabhi to unhe hame nakarane ka afsoos अफ़सोस hoga;
Bas yahi tasalli hum apane dil ko de dege...
 
Par unhone hame kyo bhula diya koi hame to batao;;
Hum itane bhi bure nahi ja kar unhe to samajhao...

Wo hum ko bhula kar ek din khud ko saja dege;;
Hum rafta-2 khud ka naya aashiyana bana lege..

Fir kabhi wo hamare is raste par aakar ke to dekhe,,,,
Hum khud ko bhula kar unhe apani palko par saza lege........
 

 

                                              SHUBHAM "ABADHYA"